Sabse pahle to aap sabhi ko Ramnavami ki hardik subhkamnayen. Dosto ise poora padhen taki aapko problem nahi ho. Apko humne yahaan ek download link dia hai jis se aap aasani se file ko download kar sakte hain. Hamne yah file aapke liye free rakha hai, iske badle me hame aapka keemti sath chahiye. Hamare YouTube Channel ko SUBSCRIBE kar dijiye.
Iss file me kia hai?
Bilkul sahi sawal, Yah file hai Subh Ramnavami Card ka. CorelDraw me bana yah design aapke liye muft hai. Is file me aapko bonus ke roop me kuchh pattern type background bhi included hai. Aap is file ko aur bhi achhi tarah se modify karke istemaal kar sakte hai.
- Related contents included in the file.
- Ramnavmi Invitation card design.
- Fonts can be downloaded from website.
Kink Ramnavmi Invitation card ka jaroorat padta hai?
Yah card khash kar businessman banwate hai. Naya Bahi khata ke liye ye jaroori maana jaata hai. Saal ke end me Like March closing ke liye puraane dues clear karwane hetu lendar ko invite kia jaata hai. Dukaan me puja path kar Prashad bhi batwaya jaata hai. Yah parv Bharat me dhoom dham se manaya jaata hai. Chhote dukaandar se lekar bade vyapari is card ke dwara apne grahakon ko invite karte hain.
UC file download hua?
Jab aapko yah file download hoga to ye kuchh UC naam ka file hoga. Matlab aapko UC naam ka file download hoga. Aap use extract kar le. Extract karne ke liye 7Zip software ka istemaal kar sakte hain. Extraction ke baad aapko original folder mil jayega jiske andar file hai.
- Uc file download hoga.
- UC file ko 7 Zip software se extract kar len.
- Extraction ke baad original folder dikh jayega.
- Usi folder me file hai.
- File ka istemaal aap apne anusar kar sakte hain.
Time to download.
Upar diye gaye jaankari ke anusar aapko koi problem nahi hona chahiye. Yahaan aapko Green color ka ek button dikhega. Aap us button me click karke file ko download kar len. Koi bhi suggestion ya problem hone par hamare YouTube channel par comment karen.
[button-green url=”https://drive.google.com/uc?export=download&id=19qeqpe0_XJLVk71wWdMgNiKKrbnu8Cg1″ target=”_self” position=”left”]FREE DOWNLOAD[/button-green]
what next?
Mujhe khushi hai ki aap hamare website me aaye. Kia aap hame batayenge ki aapko kis tarah ka design ka jaroorat hota hai? Kia aap hame batayenge ki next kis tarah ke design aane chahiye? Kripaya aap apna valuable suggestion hame batayen. Youtube comment ke dwara hame bataye. Kia aap hamse jud kar rahna chahenge? To fir hame youtube par subscribe bhi kar den.